Thursday, July 29, 2010

enemy friends can be your friends, so choose either one....

I dont know...
Kuch nahi
bas jo bhi ho raha hai
acha hi ho raha hai..

jo bhi hoga acha hi hoga...



But sayad ab mmaine toot gaya hu...
bahut hass liya ,. bahut ro liya...
ab sayad kuch nahi...

Thursday, July 15, 2010

lonely... be practical...

Sach maine ,.. sayad maine kisi ka bahut bura kiya hoga,...
aaj bahut buri tarah feel kar raha hu.. akele pan ka...

kuch to hu.. aur kuch kara diya gaya hu...

mujhe alag ho jana chaiye...
sab se...
mujhe a certain distance bana lena chahiye,,,
maine yeh bhi nahi kar sakta hu...

meri himat nahi hai
i know

maine ek aisa prani hu... jo baar ek hi cheez se hurt hota hu,.. aur phir wohi karta hu...

maine wo hu jo.. kisi dusare ki galati se kya.../
apni galti se bhi nahi seekh paate hai...


anyways....
aaj maine yeh likh raha hu
aur mujhe pata hai.. kal fir se yahi likhuga,,,,,
2 din dhukhi ahuga,,, phir.... same galti karne ke liye tayar dubara,...


aaaj bahut gussa aa raha hai,,,
itna ki sayad maine apne aap ko chot pahucha lu...

aur kyu nahi...

ya to God test kar raha hai... ya... mere kiye ki saaza de raha hai...


sach maine , sach bol raha hu
thak gaya hu,,,.. kasam se... maaf kar do... please......

i dont know what i have done....
but... aise mere saath nahi hona chahiye......
eek galti batao....
ekk pleasee......
apat.... maine uski baat nahi suni break up ke time...
maine jaldi move on kar gaya...

ya maine .... usse ignoroe kar diya...

kya wo aruri nahi tha..
kya wo ... time ki demand nahi thi...
kya ....
please boliyue na... maine koi galat kiya,.,..


lets leave.... it... aaj ... maine akela hu... aur mujhe akele hi sahan karna hai....

likin yadi possible ho to please .. yeh situation jaldi sahi kar do.....

nahi .. aap jo bhi karna meri bhalai ke liye karna...

jo bhi acha ho...
but please bhagwan jaldi karna nahi to ...
bikar jauga,,,,
ab himat jawab de rahi... roz ek hi cheez ke liye apne aap ko saaza deta hu..

trying to be perfect....

tryng ki saurabh jaan bhugh ke galat nahi kar sakta ..

anyways.,,,,

likin aap se maine baad maine yahi boluga.... maine kabhi ko chot nahi di...

but Bhagwan ab maine act nahi kar pauga...
sayad...

ho sake to mujhe maaf kar dena....
ab maine auro ki khusi apne aap ko aur nahi effort maar sakta....

mujhe kisi se koi matlab nahi
lets be practical.. office maine koi dost nahi....
kaha hai na ,... be praxticall.......
practicall.......
Bhagwan ji maine sach maine bahut ...................................

please giv me courage, patience and strength........

and if i have done something wrong on the way please forgive me...

but i have changed,,,,,,
i have chaged a lot...

wo sauabh nahi raha ...jisse apne aap se pyar tha....